Top 10 Height Badhane Ke Liye Exercise (Best Kasrat)

(Kad) Height Badhane Ke Liye Exercise

height badhane ke liye exercise

Swimming Se Lambai Badhaye

Height badhane ke liye best exercise – Swimming se height increase hoti hain yah to aapne bhi suna hoga, Yah Sach hai bahut se experts ne ese prove karke dikhaye bhi hain.

Jab ham swimming karte hain to us waqt hamari puri body ek saath work karti hain Haath per ek saath chalne se sharir mei khinchaav peda hota hain. jisse body ke parts ki growth hoti hai.

7 dino me se 1-2 din 1-2 ghante tak swimming kare Agar aapke paas daily swimming karne ki facility hain to yah or bhi behtar hoga. Agar facility na hoto Aap ghar par hi apne Bed par letkar aese Act kare jeise ki aap teir rahe ho.

Skipping Rope Jumping Exercise Se Lambai Badhaye

Jumping karte waqt sharir me lachilapan aata hain. Jumping karne par jab body baar-baar bounce leti hain to body ke parts me khinchaav pedaa hota hai. Esse body ki ruki hue growth start hone lagti hain. Jumping karne ke liye aap Rassi Kude (Skipping rope) yaa bina rassi ke hi jamin par baar-baar kude.

Ek baat aapko dhyan rakhna hain, Hamesha khaali pet hi jumping kare or ho sake to hari ghaas par nange per jump kare, Jump karte wakt apne peron ke toe Panjo par jyada force daale esse height boost hogi.

rassi kude height badhaye

Skipping Rope

Jumping karne ka dusra tarika – kamar jhukale apne haathon ko ghutano par rakhein or ek dum se high jump lein.

Hanging Kare or lambai badhaye

Hanging karne se sharir ke sabhi joints par pressure padta hai. Es exercise ko baaki sabhi exercise karne ke baad end me kare. Yah easy hai or aap din me har 1 ghante ke bichme 5 minute ke liye latke esse stretching ka effect 24 hour bana rahega.

hanging kare

Hanging Height Gaining Exercise

Yah exercise gravity ka use karti hain Normally gravitational force nichee ki or khinchta hain. Ham es exercise se body ko hang karke gravitational force ka positive use kar rahe hain yah height badhane ki best exercise hai.

Jumping (Squat)

Jumping squat exercise pure sharir ko stretch karta hai. Esse peron ke panjo par jumping pressure padta hai jisse legs bones strong hoti hai or unki growth bhi improve hone lagti hai.

Jumping Squat Exercise

Pull Ups Lagaye Height badhaye

Pull ups lgane se shoulder or chest par effect padta hain, esse aapki height+Body fitness banti hain. Pull ups lgate samay jab aap pull up position me ho to thodi der esi position me pause ho jaye fir pull down kare. fir es exercise ko reverse karte rahein.

Pull ups

Pull Ups

Basket ball khele – Lambai badhane ke liye

Sirf basket ball hi ek aesa sport hain jisse lambai par fark padta ho. Agar aap daily basket ball nahi khel sakte to saptaah mein 2-3 din to jarur khelein. Agar aapke najdik basket ball khelne ki facility na ho to aap ese ghar par hi kar sakte hain.

Ghar par ek khaali room chune or usme basket ball ki net lgaye fir khel chalu kare or rojana practise kare. Jab aap bowl ko net me dalne ke liye jump karte hain to esse body par khinchav peida hota hain or yah height ki growth me help karta hain. jisse lambai badhane me help milti hai.

Basket ball se aapke shoulder bhi majbut honge, Muscles banne lagti hain.

Cycling Kare – Lambe hone ki exercise

Daily cycling karne se peron ke thigh ki exercise hoti hain or peron par force padne se unki growth ki capacity badhjaati hain. School jaate samay, bazar jaate samay, coaching jaate samay pedal chalne ke bajaye Cycle ka use kare.

Cycling on bed

Cycling Exercise on Bed

Agar aap cycling nahi kar sakte to ghar par hi bed par letkar cycle chalane ka Act kare : Bed par let jaaye dono peron ko upar ki or karke jis tarah ham cycle ke pedal chalate hain thik waise hi try kare. yah exercise kad uchai badhane me bahut labhdayak hai. (Bed par cycling exercise kaise kare photo dekhiye).

Running Kare

Jeen logo ke sharir me fat charbi jyada ho Unko sabse pahle apne motapa ko kam karna chahiye or eske liye best hai running 10-15 minute rojana running kare.

Subah Jaldi Uthe

Raat ko 10 pm se pahle so jaaye or subah kariban 5 am Ya 5: 30am  par uthjaaye. Nirogi or swasth jivan ke liye subah uthna bahut labhkaari hota hain. Etna jaldi uthkar aap btai gai saari exercise kare or morning walk par bhi jaaye.

Pranayam Or Yoga Bhi Kare

In sab ke saath hi agar aap pranayam or yogasana bhi karenge to yah or bhi beneficial rahega. kyunki yoga bhi lambai badhane me bahut faydemand hota hain.

Small Tips : Pedal chalte wakt ya chair par hamesha apni kamar Vertebrae bone ko sidhi straight rakh kar bethe, esse aapko kisi bhi kaam me alasya bhi nahi aayenge.

Kamar sidhi hone se sharir ke ang teji se work karte hai or active bane rahte hai. Aap yah try kar sakte hai jab bhi aapko nind aane lage sidhhasana me beth kar apni kamar ko sidha straight kar ke beth jaaye. aesa karne se aapko nind nahi aayegi.

Agar aapko btai gai Lamabi badhane ki exercise se related koi bhi doubt ho to aap hamse comment ke jariye puch sakte hain.

Also Read :

60 Comments

  1. Avantika Anubhuti November 21, 2016
    • HindiMind November 23, 2016
  2. prem sarswat January 14, 2017
    • HindiMind January 16, 2017
  3. dipak January 16, 2017
    • HindiMind January 17, 2017
  4. rajbeer January 21, 2017
  5. aakash January 24, 2017
    • HindiMind January 25, 2017
    • pralaya ranjan swain March 5, 2017
      • Ask Your Question March 6, 2017
    • Devansh October 9, 2017
  6. Biswanath February 7, 2017
    • Ask Your Question February 8, 2017
  7. Shayam sharma February 9, 2017
    • Ask Your Question February 11, 2017
      • Afreen April 9, 2019
  8. vishwajeet singh rathore February 11, 2017
    • Ask Your Question February 12, 2017
  9. ish February 21, 2017
    • Ask Your Question February 23, 2017
  10. Uwais malik March 4, 2017
    • Ask Your Question March 6, 2017
      • Shahrukh January 6, 2019
  11. Sumit Raaz March 12, 2017
  12. Sumit Raaz March 12, 2017
  13. Shalu bano April 6, 2017
  14. Shalu bano April 6, 2017
  15. Shalu bano April 6, 2017
  16. maahi April 9, 2017
  17. Devendra May 2, 2017
  18. vivekverma May 27, 2017
    • Ask Your Question May 29, 2017
  19. pintu kumar June 4, 2017
    • Ask Your Question June 5, 2017
  20. sandeep June 8, 2017
  21. Rehan June 13, 2017
    • Ask Your Question June 15, 2017
  22. Dev mishra July 4, 2017
  23. Fayaz Shiakh July 12, 2017
  24. mahtab alam July 16, 2017
  25. rakhi July 21, 2017
  26. manish bairwa July 29, 2017
  27. divamramola August 10, 2017
    • Ask Your Question August 11, 2017
  28. Devansh October 9, 2017
  29. Devansh October 9, 2017
  30. Durgesh Kumar Yadav December 12, 2017
  31. Gulshan December 17, 2017
  32. Sweet Karan December 17, 2017
  33. Love January 23, 2018
  34. Harsh January 26, 2018
  35. Deepali May 31, 2018
  36. pragya July 26, 2018
  37. Lakshya October 29, 2018
  38. sachin singh February 11, 2019
  39. Praveen Kumar August 3, 2019
  40. rohit das August 20, 2019
  41. Rehan siddique October 25, 2019

Leave a Reply