Height Badhane Ke Liye Kya Khaye – Diet Plan TOP 10 Phal Sabjiyan

Read About Height Badhane Ke Liye Kya Khaye

height badhane ke liye kya khaye diet plan

What to eat for increase height : Body ki faster growth ke liye jaruri hain ki ham sahi khaana khaye taaki sharir ko sahi matra me nutrients milte rahe. padiye Height badhane ki diet chart plan kab kya khana chahiye.

Height Increase karne ke liye Kon-Kon se Nutrients Ki jarurat lagti hain Or Yah nutrients kis food se milte hain, Lets Read about this.

Proteins : Body ke parts ko energy provide karta hain,

Minerals :  Sharir ki haddiyon ki growth ko improve karta hain

Vitamins :  Body or skin or bones healthy banata hain.

Yah saare nutrients kis food se milte hain ???? Padiye.

Foods Or Vegetables Sabjiyan Kya Khaye ?

Dudh Piye (Drink Milk)

Height ki growth ko badhane ke liye calcium ki sabse jyada jarurat hoti hain Or Sirf dudh me hi sabse jyada Calcium paaya jata hain. esliye daily 2-3 Full glass subah shaam dono time piye khaskar raatko sote waqt jarur piye esse nind gahari aayegi.

Fruits Or Vegetables Khaaye

Height badhane ke liye Foods or vegetables ka sevan bhi labhdayak hota hain, Inme Vitamins bahut hote hain Fiber, Potassium or Folates. Vitamin A or D ke liye Fruits – Cantalaoupes, Grapefruit, Papaya, Mango, Passion fruit, Watermelon or apricots Khaaye Inse bharpur Vitamin A-D milenge jo ki haddiyon ki growth ke liye labhdaayak hote hai.

Green Leafy Vegetables

Vegetables jaise Carrots, Pumpkin, Peas, Broccoli, Cabbages, Spinach aadi me bharpur maatra me vitamins hote hai jo ki sehat ko healthy banate hain.

Kele Khayein

Waise to kele weight badhane ke liye khaaye jaate hain lekin inme kuch aese nutrients bhi hote hain jinse height ki growth hoti hain. Daily dudh ke saath 2-4 kele jarur khayei.

Chicken Or Beef Khaye

Agar aap Non Vegetarian foods kha sakte hain to chicken or beef khaye kyunki esme proteins bahut hota hai, or yah body building ke tissue or muscles ki growth ko improve karta hain or saath hi body ko strong bhi karta hai.

Soy bean Or Grains khaye

Agar aap non vegetarian food nhi kha sakte to fir “soy bean” khaaye, Vegetarian foods me sirf yahi ek aesa food hain jo ki sabse jyada protein deta hain. Soy bean or grain khane ke liye raat ko sote wakt ek Bade Cup me paani dalkar dubo de (subah tak soybean or grain paani se ful jayegi) Subah uthne ke baad breakfast ki jgah yah khayein. yah khun ki kami ko bhi dur karta hai.

Eggs Ande Khaye

Ande me bhi bhut protein hote hain, Ande me vitamin b2 jyada hota hain yah vitamin Riboflavin ke naam se bhi jaata hain jo ki height badhane me help karta hai. Height Lambai badhane ke liye kya kya khana chahiye khaye Hindi language me.

उम्मदी है दोस्तों लंबाई बढ़ाने के लिए यह डाइट प्लान (खुराक) से आपको भरपूर लाभ मिले. अगर आपको अपनी लंबाई से सम्बंधित कोई भी सवाल पूछना हो तो निचे Comment करे.

Also Read : Related Height 

6 Comments

  1. Rahul April 5, 2017
  2. Rajveer dhall November 13, 2017
  3. rajkumar April 26, 2018
  4. Ashish Rathaur July 20, 2018
  5. rahul November 18, 2018
  6. sunny kumar January 13, 2019

Leave a Reply